याददाश्त कम होने के कारण | Yaddasht Kam Ya Poori Tarah Khone ke karan

memory weak hone ke karan,yadasht kam hone ke karan,yaddasht smaran shakti jane ke karan,yaddasht badhane ke gharelu upay,


Yaddast badhane ke gharelu upayAaj ke daur me Competition itna high hai ki Dimag se Kamjor logo ke liye to iss duniya me Jaise koi jagah hi nahi hai. Chhoti Chhoti cheejo yaad rakhne And baccho ke exam se lekar tak Dimag ka use to karna hi hota hai. Har cheej Ko yaad rakhne ke liye Yaddasht yani Smaran shakti ka hona bahut jaroori hai.

                                                 Aye Din log Apni learning Power ko badhane ke liye naa jane kya kuch nahi karte hai. Kuch log internet par bhi search karte hai jaise "Learning power badhane ka tareeka, Yaad rakh pane ke Tips, Yaddasht badhane ke gharelu upay ya tips how to grow up my memory in hindi" But kabhi Socha jis yaddasht ko badhane ke liye ham itna kuch karte hai wo kabhi kabhi chali kyu jaati hai.

To Chalo is Post ke madhyam se manushya ki Aaj jaante hai ki Yaddasht Akhir kyu jaati hai..

Read Also :-
*  Wajan badhne ke karan | < Yaha Jaane.!


"Memory lose reason in hindi"
Yaddasht "Learning Power" Jaane ka karan :-

Badhti hui umra ke saath saath Jab koi Kosikaye Jinse mastiksh Ka nirman hota hai, Dheere Dheere Wo kosikaye marne lagti hai Jisse Manushya ki karya chhamta kam hone lagti hai.! Jis Aayu par yeh prakriya prarambh hoti hai woh manushyo me Alag Alag hoti hai.! Ek wayask vyakti me kewal utni hi snayu kosikaye hoti hai jitni uske janm ke samay hoti hai.!

                                                Ye kosikaye sareer ki wradhi ke saath gudit nahi hoti Jaisa ki Asthi Ya twacha koshikao me hota hai. Vastaw me jaise-jaise koi vyakti aayu me wraddhi karta hai to usme snayu koshikaye dheere dheere kam hone lagti hai  Kyu ki ye koshikaye vibhajan nahi karti or Mrat-kosikao ke sthaan par nayi kosikaye nahi banti balki inka sthaan Glayan kosikaye le leti hai.!

                                                                                   70 ya 80 age me lagbhag ek-chothayi snayu kosikaye samapt ho jati hai. Yahi karan hai ki Aayu wradhi ke saath-saath manushya ki yaddasht bhi kam ho jati hai. Kabhi kabhi durghatna-wash Manushya ki Snayu kosikaye eka-ek nishkriya ho jati hai, Jisse manushya ki yaddasht chali jaati hai.!!  

.____________________________________________.


Inhe Bhi Read Kare :-
*  Chehre par jhurriya kyu or kaise pad jaati hai | karan jaane.!
*  Sote samay Kharrate marne ke karan.!
*  Neend me chalne ke karan.!

COMMENTS

YOU MAY ALSO LIKE:

loading...
Name

अन्य,29,टेक्नोलॉजी,6,रहस्य,38,रोचक जानकारी,13,वैज्ञानिक तथ्य,33,हमारी कल्पनाऐं,11,
ltr
item
Fiction Facts: याददाश्त कम होने के कारण | Yaddasht Kam Ya Poori Tarah Khone ke karan
याददाश्त कम होने के कारण | Yaddasht Kam Ya Poori Tarah Khone ke karan
memory weak hone ke karan,yadasht kam hone ke karan,yaddasht smaran shakti jane ke karan,yaddasht badhane ke gharelu upay,
https://patternsofmeaning.files.wordpress.com/2016/04/mind-control.jpg
Fiction Facts
https://whatsreason.blogspot.com/2016/08/yaddasht-kam-ya-poori-tarah-khone-ke.html
https://whatsreason.blogspot.com/
https://whatsreason.blogspot.com/
https://whatsreason.blogspot.com/2016/08/yaddasht-kam-ya-poori-tarah-khone-ke.html
true
6904201038782119830
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS CONTENT IS PREMIUM Please share to unlock Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy