Chhote Baccho me bimariya or Unke hone ke Karan

chhote baccho me bimariyo ke karan, navjat bacche ki bimariya,lakshan,ilaj, baccho ki bimari ki pehchan, baccho ki bimari ke karan

baccho ki bimariyo ke karan

Chhote baccho ki bimariya or lakshan
               Chhote baccho ko badi jaldi Bimariya gherne lagti hai kai baar bacche ke rogo ka pata bhi nahi chal pata ki wo kis samasya se pareshan hai.!!
Samanya pareshaniya jaise
* pet foolna,
* chunchune lagna,
* jukham ,
* pet me ethan hona,
Etc mukhya samasyaye hai jinke baare me baccho ki maa ko pata hona aawashayak hai


Read Also :-
* Sote samay kahi or chale jana jabki aapko pata bhi na ho | neend me chalne ke karan jaane.!

Niche diye gaye lakshno (symptoms of childern s diswases) ke aadhar par nawjat bachho ki bimari ka pata lagaya jaa sakta hai.!

Nawjat ya chhote baccho ki bimariyo ki aise kare pehchan
1.  beemari shurauaat me shushu me chidchide pan ke saath lene lagta hai!
2.  shushu me baicheni ka badhna
3.  shishu ka sust or nidal sa hona
4.  maa ki god me bhi naa aana
5.  bacche ki twacha ka shuska hona
6.  maa ka dhoodh bhi na peena
ya peene ke baad ulti kar dena
7.  mal tyag na kar pana
8.  bacche ke kisi bhag me dard hona
 or us bhaag ka laal w kada hona use chhune par bacche ka rona samay rehte roge ke lakhshno ke pehchan se bacche ko rogo se bachaya jaa sakta hai.


Baccho me hone wali kuch bimariya or unke hone ke karan or ilaj

#kabja__
shishu ko samay par shech ka naa ana
mal ka shakhta or uska kathinta se nikalna

Baccho me kabj ke karan__ 
shishu ka dhoodh adhik yaa kam peene ki wajah se kabj hota hota hai
pet me vikar hone se bhi kabj hoti hai

Kabj ka ilaaj__ 

* shishu ko gunguna jal pilaye
* upar ke dhoodh me chwara ya munnaka ubalkar bacche ko de sakte ho
* desi jamghuti bacche ko deni chahiye
* shishu ko paalak saag masalkar khilana chahiye


bacche ko dast sambandhi rog sabse adhik hote hai esi awastha me bacche ko dooth bhi nahi pach pata baccho ko dast 3 prakar ke hote hai.

Pehle prakar ke dast__
Is prakar ke dast me bacche ko sech me hi safaid rang ki bundkiya hoti hai
kabhi sech raakh ke rang ki tarah hota hai

baccho me dast ke karan__
* dhoodh adhik matra me pee jana
* dhoodh me chiknai ka adhik hona

Upchar___
* aise me doodh ki marta kam kar de
* dhoom me thoda paani milakar dhood ko halka kar dena chahiye


dast ke doosre prakar__
lakshan__
* dasto ka jhaagdar hona

Karan__
* dhoodh me cheeni adhik dalna

upchar__
* doodh me ubla paani milakar shishu ko pilaana chahiye



dast ke teesre prakar__
lakshan__
* teesre prakar ke dast me baccho ko patle or hare rang ke dast hote hai

karan__
* Bacche ko dibbe ya bhains ka doodh hajam na hona
* shishu ke dwara kam matra me dhoodh sevan karna bhi dast ka karan hota hai

upchar__
* bhains ka doodh shishu ko na de
* maa ka dhoodh ka sevan kare
* shishu ke dhoodh ki matra badha de
And
bacche ki maa ko daliye ka sevan karana chaiye


Pet me peeda hona__
* pet ka fool jana
* pet me peeda hona ya shool hona

karan__
* dhoodh me shakkar ya protin ka jyada matra me hona is rog ka karan hota hai

ilaaj__
* shishu ko bakari ka doodh ka sevan karaye
* shishu ke pet ki sikai kare
* shishu ko doodh me shakkar dalkar dena chahiye
* shishu ko dhoodh me paani milakar dena chahiye


Ethan hona__
Ethan hone par shishu ka chehra peela pad jata hai
or shishu ki manspesiyo me khichaw aane lagta hai

upchar__
* shishu ko doosre baccho se door rakhe
* shishu ke kapdo ko dheela kar le
* shishu ko thand se bachaye!



Sookha Rog__
* Is rog me shishu peela pad jata hai or uski twacha par jhurriya pad jaati hai ya sikudne lagti hai
* shookha rog me shishu ka wajan kam ho jata hai saath hi wahhaddiyo ka dhaancha matra lagne lagta hai!
* Shishu ke swabhaw maatra chidchidapan aane lagta hai
* iska sabse bada karan hai Vitamin C ki kami sareer me kami
* Iss rog se bachaw me shishu ka vitamin C wale padarth dete rehna chahiye..


Inhe bhi Ek Baar Padh le:-
>  Wajan badhne ke karan.!
>  shighrpatan hone ke karan.!
>  Rom / sareer ke baal khade hone ke karan.!
>  Pyas lagne ke karan.!

COMMENTS

YOU MAY ALSO LIKE:

loading...
Name

अन्य,29,टेक्नोलॉजी,6,रहस्य,38,रोचक जानकारी,13,वैज्ञानिक तथ्य,33,हमारी कल्पनाऐं,11,
ltr
item
Fiction Facts: Chhote Baccho me bimariya or Unke hone ke Karan
Chhote Baccho me bimariya or Unke hone ke Karan
chhote baccho me bimariyo ke karan, navjat bacche ki bimariya,lakshan,ilaj, baccho ki bimari ki pehchan, baccho ki bimari ke karan
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEhr36iGW9Ypr7iMXGVI5Sit6QpUUUDO67GBqhe08Tob1rpZvEeL_i7WlcNnXYHFOm4IvHF3LJHgXaT0nIrSYpT5H4PzdsrDvFvvHSb0pAbBFKOXdHdvg8xysFhNv-Ox_Srs8fdEBLwSXgsc/s640/Newborn-Baby-Tests-ci.jpg
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEhr36iGW9Ypr7iMXGVI5Sit6QpUUUDO67GBqhe08Tob1rpZvEeL_i7WlcNnXYHFOm4IvHF3LJHgXaT0nIrSYpT5H4PzdsrDvFvvHSb0pAbBFKOXdHdvg8xysFhNv-Ox_Srs8fdEBLwSXgsc/s72-c/Newborn-Baby-Tests-ci.jpg
Fiction Facts
https://whatsreason.blogspot.com/2016/08/chhote-baccho-me-bimariya-or-unke-hone.html
https://whatsreason.blogspot.com/
https://whatsreason.blogspot.com/
https://whatsreason.blogspot.com/2016/08/chhote-baccho-me-bimariya-or-unke-hone.html
true
6904201038782119830
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS CONTENT IS PREMIUM Please share to unlock Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy