प्यास लगने का कारण | Pyas Kyu Lagti Hai

प्यास का कारण,प्यास क्यों लगती है,Pyaas lagne ka karan,hame pyas kyu or kaise lagti hai,pani ki kami ke lakshan or sujhav,daily kitna paani piye,Why does our thirst in hindi

pyas kaise or kyu lagti hai

Hellow Dosto"
Ek baar fir ek nayi post ke saath me Anil Tegor AT Hajir hu, Mene apni pichhli posts me bataya tha ki "Neend me chalne ka karan kya hai" Lekin Aaj me batane jaa raha hu ki " Pyas Lagne ka karan kya hai".
Kai log kahenge ki ye bhi bhala kaisa sawal hua ki " Hame pyas kyu lagti hai". Lekin Dosto iss post me Aapko Pyas lagne ke vegyanik Tathya ke bare me jaankari di jaegi. To chalo aage padhte hai..

Read Also:
* Kharate ane ke karan kya hai.?

Hame Pyas kyu lagti hai Or Why does our thirst in hindi.?


hame pyas kyu lagti haiHamare shareer me paani ki ek nishchit matra hoti hai | Sareer me paani ki upastithi hona bhi bahut jaroori hai kyu ki sareer me paani ke karan hi hamare sareer ka tapman niyantrit rehta hai. Or iske dwara hi anaik prakar ke nirarthak padarth sareer se bahar nikalte rehte hai. Paseene ke roop me, mutra ke roop me or kuch swasan kriya ke madhyam se paani sareer se bahar nikalta rehta hai.!

Mastiksh me stith ek chhota sa Pyas kendra hota hai (jise "Hypothalamus" kehte hai) jo sareer me paani ka santulan banaye rakhne ke liye ek prakar ka harmon strawit karta hai | Ye harmon gurde or gale me stith tantrikao ko niyantrit karte hai Pyas ka Anubhaw bhi isi kendra ki kriyao ka ek bhaag hai.jisse  Sareer me Adha litter paani ki kami hone se pyas ka anubhaw hone lagta hai | Jaise-jaise iske or bhi lakshan bhi dikhai dene lagte hai | Jaise muh ka sookhna or us par ek parat bhi ban jaati hai.
 Sareer me 4 litter ya usse adhik pani ki kami khatarnaak ho sakti hai To Aap samjhe na ki Why dose our thirst or (Hame pyas kyu lagti hai)

Some Quetions:
Que.: Kisi insan ko daily kitna paani peena chahiye?
Ans.: kisi insan ko daily 4 litter paani peena chahiye.

Que.: Paani ki kami ke lakshan kya hai?
Ans.: Pyas kam lagna or muh hamesha sookha sa rehna and muh me ek parat sa mehsoos aana mooh se badbu jaisa aana etc.

Other Reason of What Reason :

* Saanp been ki dhun par kyu naachta hai.?
* keyboard ke akshar awyawastith kram me kyu hote hai.?
* Kya karan hai ki cylinder aag nahi pakadta.?

COMMENTS

YOU MAY ALSO LIKE:

loading...
Name

अन्य,29,टेक्नोलॉजी,6,रहस्य,38,रोचक जानकारी,13,वैज्ञानिक तथ्य,33,हमारी कल्पनाऐं,11,
ltr
item
Fiction Facts: प्यास लगने का कारण | Pyas Kyu Lagti Hai
प्यास लगने का कारण | Pyas Kyu Lagti Hai
प्यास का कारण,प्यास क्यों लगती है,Pyaas lagne ka karan,hame pyas kyu or kaise lagti hai,pani ki kami ke lakshan or sujhav,daily kitna paani piye,Why does our thirst in hindi
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEj3CatusVMWUkw4F18ae779hMmdUd4XP4b2G-CFp9YsTBBrlaoCjN77g90AlsachIyGReyfFlmcgVDv9iO4un3lzGiwwMY_FoCfVn5FSBaOLhWHTsgIbvuc8Ba2HCwOYPQPVnkPbRxczYzQ/s1600/pyas+lagna+%25281%2529.jpg
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEj3CatusVMWUkw4F18ae779hMmdUd4XP4b2G-CFp9YsTBBrlaoCjN77g90AlsachIyGReyfFlmcgVDv9iO4un3lzGiwwMY_FoCfVn5FSBaOLhWHTsgIbvuc8Ba2HCwOYPQPVnkPbRxczYzQ/s72-c/pyas+lagna+%25281%2529.jpg
Fiction Facts
https://whatsreason.blogspot.com/2016/05/pyas-kyu-lagti-hai.html
https://whatsreason.blogspot.com/
https://whatsreason.blogspot.com/
https://whatsreason.blogspot.com/2016/05/pyas-kyu-lagti-hai.html
true
6904201038782119830
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS CONTENT IS PREMIUM Please share to unlock Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy