वजन बढ़ने के कारण | Wajan badhne ke karan

वजन बढ़ने के कारण,motapa badhne ke important reason in hindi,fat loss weight lose ke karan,wajan badhne ke karan,reason of weight in hindi,how to loss lose weight in hindi

wajan badhne ka karan

Wajan badhne ke Karan kai Pareshan log internet par hamesha search karte rehte hai jaise: Fat kam karne ke gharelu upay ya nuskhe ya totake, diet chart or yoga in hindi, baba ramdev ke nuskhe, Pet[tummy] and fat kam karne ke tips, Motapa kam karne ke tareeke, How to loss weight gain in hindi And lose workout or loss or diet and exercises at home in urdu And Fat burning ya best Exercise for Weight loss And etc.
Lekin search nahi karte to wo hai "Motape/Wajan badhne ke karan" Ya "Reason of motapa"!!

"Kehne ka matlab ye hai ki aap problem ki jad yani uske hone ka karan ko pakde na ki doosri cheejo ko" Agar aap apni problem ko samajh jaaenge to solution to apko khud hi pata chal jaega."

Read Also :
*Chehre par jhurriya ya jhaiya padne ka karan kya hai.?

:: Iss Post me ham yahi janenge ki motapa kyu badhta hai and Wajan kam na hone ke Karan And kuch effective Points or How to loss/lose weight in hindi ::

Wajan badhne ke karan or Reason Of fat or weight in hindi

1. लिमिट से अधिक भोजन करना :-

adhik khane se wajan badhnaKuch log jeene ke liye nahi khate balki khane ke liye jeete hai And wo log ye jante huwe bhi ki adhik bhojan karne se unki sehat par bura asar pad sakta hai lekin fir bhi wo iss baat par dhyan naa dete huwe sirf khaate rehte hai.
Kyu ki lagatar khate rehne se unhe khane ki habit ho gayi hai theek usi prakar jaise kisi ko smoking ki Aadat hoti hai.

Agar aap sach me apna wajan kam karna chahte hai to aapko adhik khane ki Aadat ko sudharne ke baare me Gambheerta se sochna hoga otherwise Aap sabse upar di hui image jaise bhi ho sakte hai.

2. एक ही जगह बैठे रहना :-

ek hi jagah baithe rehne se motapa badhnaKai aise karya hote hai jinhe kisi ek hi jagah baithkar poora karna hota hai jaise computer ke aage ghanto tak bathe rehna,
Kisi ek hi jagah par baithe rehne se shareer sakriya nahi ho paata or natija वजन बढ़ jaata he.

3. आनुवंशिकता के कारण :-

Aanuwansikta se motapakabhi kabhi aisa bhi hota ki Mata _ Pita ke gud baccho me bhi najar aate hai, Matlab agar mata-pita Adhik healthy hote hai to bacche bhi Anuwanshikta ke karan Motapa badhne ke shikar ho jaate hai.


4. शारीरिक निष्क्रियता :-

khel koond na karne se fat badhnaAaj kal bade to bade par bacche bhi thoda sa chalne se hi thak jaate hai. bacche aaj kal bahar khelne ki bajaye mobile or computer par game khelte hai jisse unka shareer nishkriya hota jaa raha hai or natija Wajan badh jaata hai.


5. व्यायाम ना करना :- 

yoga na karne se weight badhnaAdhiktar office me kaam kaarne wale vyakti or house wife ko itna samay hi nahi milta ki wo kuch samay nikal kar vyayam kar sake,
Adhik samay se vyayam naa karne ki wajah se motapa badh jaata hai.


6. जंक फूड का सेवन :-

Adhik junk food khne se motapakai bimariya jo sirf junk food khane se hoti rehti hai or hame pata bhi nahi chalta junk food ke baar baar sevan se ghar ka khana bura lagne lagta hai or ghar ke postic khane ko chhodkar ham junk food khane ke Aadi ho jate hai or Pariramswaroop Wajan badh jaata hai.

7. तनाव/डिप्रेशन में रहना:-

depression me rehne se motapakuch log kabhi-kabhi bewajah hi tanaw lete rehte hai.  Or ye tanaw or depression ya Awsaad motape ko janm dete hai.



8. दवाइयों का सेवन :- 

pills ke adhik use se motapakisi bhi lambee chalti hui beemari ke karan dawaiyo ka adhik samay tak sevan se bhi motapa badh jaata hai. Adhik samay se chalti dawai ke side effect bhi fat ka karan hota he.



Or bhi kai wajan badhne ke karan hai

> Adhik samay tak sote rehna
> khana khane ke baad na tehalna
> Khane ke beech me paani peena
> laitkar Bhojan karna
> Ghar se bahar na nilkalna
> Subah jaldi na uthna
To Dosto ab Aap samjhe na ki wajan badhne ke karan kya hai Aap iss post ko niche diye huwe icon par click karke share bhi kar sakte hai
___________________________________________

You Might Also Like :
* Rakt Laal Hi kyu hota hai.?
* Kaan ka mail bhi useful hota hai.
* Chamgadar ulte kyu latakte hai.?

YOU MAY ALSO LIKE:

loading...
Name

अन्य,29,टेक्नोलॉजी,6,रहस्य,38,रोचक जानकारी,13,वैज्ञानिक तथ्य,33,हमारी कल्पनाऐं,11,
ltr
item
Fiction Facts: वजन बढ़ने के कारण | Wajan badhne ke karan
वजन बढ़ने के कारण | Wajan badhne ke karan
वजन बढ़ने के कारण,motapa badhne ke important reason in hindi,fat loss weight lose ke karan,wajan badhne ke karan,reason of weight in hindi,how to loss lose weight in hindi
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEgXNJ9x4Lu4drOyvJ6zldDKucuGe5_GaW78mNS13mb-eacSuy8hAgZTP6wLd0PjOhkXhezne7Vy_pbRtH-NhVzRQL50cmwCeacQLpThCbECNZtwPcoX6GDxksgGZa9HFpMEXYruPOz2SV9K/s1600/motape+ka+karan+%25281%2529.jpg
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEgXNJ9x4Lu4drOyvJ6zldDKucuGe5_GaW78mNS13mb-eacSuy8hAgZTP6wLd0PjOhkXhezne7Vy_pbRtH-NhVzRQL50cmwCeacQLpThCbECNZtwPcoX6GDxksgGZa9HFpMEXYruPOz2SV9K/s72-c/motape+ka+karan+%25281%2529.jpg
Fiction Facts
https://whatsreason.blogspot.com/2016/04/wajan-badhne-motapa-badhne-weight-loss-na-hone-ke-karan.html
https://whatsreason.blogspot.com/
https://whatsreason.blogspot.com/
https://whatsreason.blogspot.com/2016/04/wajan-badhne-motapa-badhne-weight-loss-na-hone-ke-karan.html
true
6904201038782119830
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS CONTENT IS PREMIUM Please share to unlock Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy