Rongte khade hona,baal khade hone ka karan,rome khade hona,reason for rome baal roye khade hona in hindi,thand lagna,bal khade hona
hellow Dosto mene apni pichhli posts me kai important post aapke saath share ki jinme se ek thi "kharate aane ke karan kya hai" iske alawa or bhi kai important post hai jinko aapko jaroor padhna chahiye.
khair is post me aapko bataya jaega ki kabhi-kabhi hamare shareer ke rom/baal/roye kyu khade ho jate hai.
Rongte khade hona kya hai iska matlab kya hai.?
waise to kai reason he jinki wajah se shareer ke rom khade ho jate hai jaise shareer par achanak thanda paani padna ya kabhi kabhi kisi dar/bhay ke karan ya Thand lagne ke karan bhi baal khade ho jate hai.par iss post me apko sareer ke rom khade hone ka scienctific reason bataya jaega.
Read Also:
*Wajan badhne ke karan
: Shareer ke baal ya Roye khade hone ka karan
Darasal hamari twacha me paye jane wale rom shareer ki ushma ko shareer se bahar nikalne se rokte hai | Thand lagne par hamare shareer ke rom ya baal khade ho jate hai. Iss samay ye rom hawa ki jyada se jyada hawa ki matra ko apne me fasakar ek jaal ka nirman karte hai| yeh jaal tatpashchat shareer ke liye rodhi ka karya karte hai Or falswaroop hamare shareer me garmi utpann hoti hai. Dusre shabdo me yeh kaha ja sakta hai ki thand se bachaw karne ke liye hi rom khade ho jaate hai, Isse shareer ko lagatar garmi milti rehti hai.Inhe bhi jaroor read kare:
* hatho ki nas neeli ya hari kyu dikhai deti hai.?
* kya sach me saanp been ki dhun par nachta hai ya ye andhwishwash hai.
* chipkali ki hamesha pooch hi kyu katti hai.?
COMMENTS