What reason,what cause,why,what,khatta dalne par jamna,freese milk,why freese milk,reason in hindi,दूध का जमना,cheese reason,streptococcos lectise,hai,dete hai,naya,read,post,do you know,kya,kya karan
Kya aap dahi khane ke shaukeen hai matlab aapko dahi khana pasand hai agar 'haan' to Aapko janne ki jarurat hai ki dahi kaise banta hai ye to aapko pata hai ki Doodh me dahi ka ek thoda sa hissa dalne par doodh jam jaata hai but ye pata hai ki wo thoda sa dahi ka hissa poore doodh ko kaise jama deta hai. To aap bane rahiye is post par And aaj hum yahi janne ki kosis karenge ki Doodh ke jamne ka kya karan hai {Why is the milk freezes}.
Doodh me khatta dalne par wo jamta kyu hai!!
Doodh me kuch khatta padarth dalne par wo jamta nahi balki fat jaata hai doodh ka jamna and doodh ka fatna dono hi alag-alag kriyae hai. upar se dekhne par shayad ye ek si hi lage but unme bahut antar hota hai,
jab ham doodh me nibbu ka ras ya koi or khatta padarth dalte hai to doodh poori tarah fat jata hai jise chhena kahte hai, Doodh ke fatne se doodh me upastith paani alag ho jaata hai and bache huwe padarth ko chhena/paneer kaha jata hai. lekin jab doodh me jamawan {dahi ki thodi si matra} daali jaati hai, To doodh jam jata hai
Ye dono hi kriyae wastav me becteria ke karan hoti he ya keh sakte hi ki dono hi kriyae becteria ka udahran hai,
waise to aap log ye jante hi honge ki becteria ya jeewadu dono hi एक कोशीय जीव hai. Ye size me itne शूच्म hote hai ki hum inhe nagna aankho se kabhi nahi dekh sakte bina शूच्मदर्शी ke inhe dekh pana impossible hai,
Inme ek gud hota hai jinhe spor kehte hai ye spor प्रतिकूल परिस्थिती me kai saal tak aise hi pade rehte hai.
and अनुकूल परिस्थिती me inse naye जीवाडु bante hai.
Jab ham doodh me khatta padarth dalte hai to ek tarah se doodh me maujood ek khaash kism ke जीवाडु {jise streptococcos lectis kehte hai} ke liye अनुकूल परिस्थिती taiyar karte hai. ye जीवाडु सक्रिय hokar doodh se paani ko alag kar dete hai And doodh ki रसायनिक or परमाडविक rachna ko badalkar ek naya roop de dete hai and doodh ke is naye avtaar ko hum paneer {Cheese} kehte hai. Paneer me doodh ke bahut sare proteen {प्रोटीन} hote hai jinhe केसीन kehte hai, Alag huwe paani me bhi kuch protin, shakkar or kuch घुलनशील लवड hote hai | Doodh ka jamna bhi aisi hi prakriya hai.
Post acchi lagi to share karna na bhoole and apne dosto ko bhi bataye
Dhanywad.!!
COMMENTS