kutta bhokta,kutta raat me bhokta,kyu barking,dog night barking,dog bark in hindi,bark in night,kya karan kutta,kyu bhokta hai,kutta meaning hindi,
Kutta ek wafadar janwar hota hai. Insan ne lagbhag pashad kaal se hi janwaro ko palna shuru kar diya tha kisi ne mash utpadan ke liye Bakri, kisi ne doodh utpadan ke liye bhains and etc lekin kutta ghar ki shuraksha hetu sabse accha janwar hai.
Duniya ka lagbhag har kutta din ki apeksha raat ke samay adhik bhaokta hai, Or adhiktar bewajah hi bhokta hai. Raat ke samay kutta abhik chokanna hota hai. Lekin iske chokanna hone ke peeche kai "Reason" hai jo Aap is post me janenge And yeh bhi janenge ki Why dog barking in night ?
You might also like >>
>. Girgit apna color change kaise kar leta hai?
>. Light ki or keede kyu aate hai?
>. What reason pyaaz katne par anshu aate hai?
Reason of barking of dog in the night?
Apne aksar dekha hoga ki adhikansh kutte raat ke samay hi adhik or bewajah hi bhokte hai. Lekin aisa nahi hai kutte bewajah nahi bhokte.
Darasal iske soonghne ki shakti itni adhik hoti hai ki yeh halki se halki gandh ko bhi pehchan sakta hai. Insan ke mukable kutte ki soonghne ki shakti bahut adhik hoti hai, Yeh 2 lakh guna halki gandh ko bhi aasani se pehchan leta hai. Yeh kisi bhi insan ya jeev ki aahat or uski gandh ko mastiksh tantrika me me surakshit kar leta hai. Iss gandh ko dobara soonghne par us prani ka pratibimb uske mastiksh tantrika me feed ho jata hai!!
Kisi bhi prani ke paseene ki gandh ya uske bolne ka uccharan agar raat ke sannate me mehsoos kiya jaye to watawaran shant hone ke karan wah jaldi se mashtiksh tantrika ko prabhavit karta hai! And yahi gandh ya bolne ki dhwani din me adhik shor hone ke karan kutta kam mehsoos kar pata hai.
Darasal din me soorya ke prakash se watawaran me garmi rehti hai, Jisse kisi bhi prani ke paseene ki gandh jaldi washpit ho jati hai! And raat me soorya ka prakash nahi hota isliye jeev ya insaan ki gandh kutta jaldi apne mashtiksh me samahit kar leta hai.
Isi karan kutta raat me adhik choknna ho jata hai or zara si aahat par bhokne lagta hai.
To ab agar aapse koi pooche ki kutte aakhir raat me jyada kyu bhokte hai to use is post ko read karne ke liye keh dijiyega.
Read also :-
COMMENTS