jhaiya kyu padti hai,jhurriya padti kaise,wrinkles on the face in hindi,reason of jhurriya,jhurriyo ke karan,jhurriya hona,kyu,kaise,kya,what cause,
Jab bhi kisi insan ke sundar hone par baat chalti hai to sabse pehle hame us insan ka chehra yaad aata hai. insan ke sunder hone ki pehchan chehre se hi hoti hai. Chehre se hi insaan ko apni pehchan milti hai but kisi karanwash agar face par jhurriya ya ye kahe ki jhaiya pad jaye to bahut bura lagta hai. To agar aap ek professional hai to aapko jaroor janna chahiye ki Sareer (Chehre) par aakhir jhurriya kaise pad jaati hai.!!
Inhe bhi jaane >>
Reason of Wrinkles on the face becomes why?
Reallty me hota ye hai ki युवावस्था me hamari twacha sareer ki मांसपेसियों ke upar poore खिचाव or कसावट ke sath chadhi rehti hai, Theek usi tarah jaise ऑपरेशन karte samay doctors ke haatho par rubber ke दस्ताने chadhe hote hai | Par jaise jaise hamari umra (Age) badhti jaati hai waise - waise twacha ke is khichaw me bhi kami aane lagti hai.!
Itna hi nahi balki ढलती umra (Age) ki wajah se bhi se twacha ke neeche maujood वसा (fat) ke dheere dheere kam hote jane ke kaaran jaha ek or sareer सिकुड़ने sa lagta hai, wahi doosri or twacha ki इलास्टिसिटी wale gud me kami Aate jane ke kaaran yeh sareer ke upar poori tarah kasi hui स्थिति me nahi reh pati | And twacha dheeli padne lagti hai jiske परिणामस्वरूप hi jhurriya najar Aati hai.!!
Inke alawa ek or bhi most reason hai twacha par jhurriya padne ka or wah hai Iska dhoop And Garmi ke saath अत्यधिक संपर्क, Jisse twacha me maujood natural oil dheere - dheere nast hone lagta hai or शीघ्र hi iska result sookhi hui And jhurridar twacha ke roop me स्पष्ट नज़र aane lagta hai.!!
Agar Post acchi lagi to apne frindz ke saath share kare and agar iss post se samabandhit aapka koi sawal hai to aap commant box me hamse pooch sakte hai.
Dhanywaad
COMMENTS