what cause sky color is blue in hindi, in hindi, neela badal kyu dikhai deta hai, what is reason that sky blue hindi,waayumandal, tarangdhaira, vibgyor in hindi, hinglish, cause, reason,why sky blue, nature,sky look blue,
Akash neela kyu dikhai deta hai ??
jahir si baat hai aap logo ne aksar notice to kiya hi hoga ki Aakash (SKY) ka color blue hota hai,, lekin kyu ye socha hai??? chaliye to ab janne ka waqt aa gaya hai. yaha ham janne ki kosish karenge ki aakash ka rang (color) neela kyu hota hai..
Pehle to me aapko jankari ke liye bata du ki jo sky hame prathvi se dekhne par neela dikhai deta hai wahi doosri or yahi sky hame Antrikch ya Chand se dekhne par kala (black) dikhai deta hai.
to chalo ham aapko batane ki thodi si kosish karte hai ki What is reason that Sky color is blue.
Why sky color is blue ??
Wayumandal (Jisme rehkar ham saans lete hai) me upastith GAISO ke अणु hi Wastav me hamare Aas-Pas ke rango ke liye uttardayi hote hai. sooraj ka prakash 7 rango ka mishran hota hai. jinme 7 rang= Laal, Narangi, Peela, Hara, Neela, Jamuni and Baigni.(In rango ko english short name me VIBGYOR and Hindi me बैजानीहपीनाला bhi kah sakte hai ) jisme Laal, or Peele rango ki tarangdherya (तरंग धैर्य) sabse jyada or Neele or Baigni rang ki tarangdherya (तरंग धैर्य) sabse kam hoti hai.
Asman hame neela isliye dikhai deta hai kyuki gaiso ke अणु kam tarangdherya (तरंग धैर्य) waale rango ko adhik chhitka (छिटका) dete hai. jab wayumandal me gaiso ke अणुओं ki apekcha bade कण moujud hote hai to wo adhik tarangdherya (तरंग धैर्य) wale rango ko bhi chhitka (छिटका) dete hai..
jisse neele rang ki teewrta kam ho jati hai. tab asman halka neela ya doodhiya shwet dikhai dene lagta hai Yahi wajah hai ki hame mausam saaf hone par prathvi se dekhne par Asman ka color neela dikhai deta hai..
To ab aap samajh gaye hai Aasman ke neele hone ke peeche kya raaz hai.. Agar isse related koi or jaankari janna ho to aap comment box me pooch sakte hai.!!
COMMENTS