गिरगिट रंग कैसे बदलता है | Girgit Rang Kaise Change karta hai.?

girgit rang kaise badlta hai,reason chameleon change color in hindi, girgit rang kyu badlta hai,sarisarp varg, girgit, how can change girgit color. in hindi,real meaning,meaning girgit

how do girgit change his color.
Kya karan hai  ki Girgit apna rang badal sakta hai ?

girgit rang kaise badalta haiHellow readers Apne kabhi dekha hoga ki kisi jagah ke rang ke anusaar apna rang badlkar baitha hua girgit hame tab dikhai deta he jab ham use gaur se dekhne ki kosis karte he. In sabhi cheejo ke hote  dekhkar kabhi man me vichar aaya hoga ki What is reason that Chameleon can change his color?   To yaha ham girgit ke rang badlaw ke bare me janenge,
Sabse pehle to ye janna jaruri hai ki girgit he kya (What is Chameleon)?


Read Also:-
*  Chamgadar Ulte kyu or kaise latak paate hai | Jaane.!!


Girgit (chameleon) kya he?
Girgit (chameleon) ek sarisarp warg ka jeev hai jo trees par rehna adhik pasand karta he.!
Hamari  prathvi par kai aise jeev or jantu rehte jo apna rang (color) chhalavaran ke liye badlte he.
Octobus or Kachua  ke alawa GIRGIT bhi ek aisa hi jeev he jo doosre jeevo se apni suraksha/bachav ke liye  apna color badal leta hai.!!
 



Girgit Apna Rang kyu badllta he?
Girgit  ke alawa kai or aise jeev he jo doosre jantuo se apne bachav ke liye apna rang badal lete hai. Inke rang badalkar chhup kar baithne ki pravarti ko chhalawan kahte he.



Girgit Apna Rang kaise badalta hai?

          Sarisarp varg (सरीसृप वर्ग) ke kuch jeev jantu jaise girgit etc jis jagah baithte hai usi jagah ke rang ke anusar apna rang bhi badal lete he. Jisse koi or jeev unko aasani se naa dekh sake. Is prakar ke jeevo ki twcha (skin) me vishesh prakar ki ranjak kosikaye (कोशिकाएं) or mailenofor (मैलेनोफोर) hoti he jo taap badne  ya ghatne par sikudti ya failti hai. Ye kosikaye (कोशिकाएं) inke sareer me stravit (स्त्रावित) hone wale kuch harmon dwara uttejit hokar color badal leti hai.


                                Ye harmon intermedein acetylene coleen or Adrinailin hai. Twacha ki upri satah ki kosikaye (कोशिकाएं) peeli (yelow) uske neeche gahri bhoori or kale rang ki, or sabse neeche safaid (white) color ki hoti hai. Taap (ताप) kam hone par inka rang gahara or taap (ताप) badhne par inka color halka hone lagta he. Ratri me vichrit karne wale sarisarp jeevo me vipreet pratikriya hoti he. Laigik tatha bhawatmak awastha ka bhi inke sareer par prabhav padta he. Paid (trees) par chadhne wale ya un par rehne wale sarisarpo me rang badlne ki  pravarti adhik hoti hai. Ye hara(green), peela(yelow), bhoora (brown) and slety (grey) color badlte hai.



Inhe bhi Read Kare:-
*  Kya Karan Hai ki Sirf lohe par hi jang lagti hai or doosri dhatuo par nahi.?
*  Khoon Ya Rakt laal kyu hota hai.?
*  Pyas kyu lagti hai.?

YOU MAY ALSO LIKE:

loading...
Name

अन्य,29,टेक्नोलॉजी,6,रहस्य,38,रोचक जानकारी,13,वैज्ञानिक तथ्य,33,हमारी कल्पनाऐं,11,
ltr
item
Fiction Facts: गिरगिट रंग कैसे बदलता है | Girgit Rang Kaise Change karta hai.?
गिरगिट रंग कैसे बदलता है | Girgit Rang Kaise Change karta hai.?
girgit rang kaise badlta hai,reason chameleon change color in hindi, girgit rang kyu badlta hai,sarisarp varg, girgit, how can change girgit color. in hindi,real meaning,meaning girgit
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEhaBsqqj5XIxVsTdyDfzv1jGhgRYHBq2lUV0TxoD_O2h0HvHU296sNfWO7wo2uta39c9awgMvjdsfY-N1GXdYSagoP1eRiwVisopxqIVam8TfjtIvBK0EpGzxsxQshOmvSCT-1D0yAd2wFA/s1600/girgit+rang+kaise.jpg
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEhaBsqqj5XIxVsTdyDfzv1jGhgRYHBq2lUV0TxoD_O2h0HvHU296sNfWO7wo2uta39c9awgMvjdsfY-N1GXdYSagoP1eRiwVisopxqIVam8TfjtIvBK0EpGzxsxQshOmvSCT-1D0yAd2wFA/s72-c/girgit+rang+kaise.jpg
Fiction Facts
https://whatsreason.blogspot.com/2016/01/girgit-ke-rang-badlne-ka-kya-karan-hai.html
https://whatsreason.blogspot.com/
https://whatsreason.blogspot.com/
https://whatsreason.blogspot.com/2016/01/girgit-ke-rang-badlne-ka-kya-karan-hai.html
true
6904201038782119830
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS CONTENT IS PREMIUM Please share to unlock Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy